hindi melodic pop, bollywood style, F# minor, chord progression F#m-Bm-F#m-A, male vocals
53
28.03.2026
0:00
02:44
Текст песни
[Intro]
Aawara huin, aawara huin
Ya gardish mein huin, aasmaan ka taara huin
Aawara huin, aawara huin
Ya gardish mein huin, aasmaan ka taara huin
Aawara huin
[Verse 1]
Ghar-baar nahi, sansaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi, mujhse kisi ko pyaar nahi
Us paar kisi se Milne ka iqraar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi, mujhse kisi ko pyaar nahi
[Chorus]
Sunsaan nagar, anjaan dagar ka pyaara hui
Aawara huin, aawara huin
Ya gardish mein huin, aasmaan ka taara huin
Aawara huin
[Verse 2]
Aabaad nahi, barbaad sahi
Gaata huin khushi ke geet magar, gaata huin khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
[Chorus]
Duniya, duniya, main tere teer ya taqdeer ka maara huin
Aawara huin, aawara huin
Ya gardish mein huin, aasmaan ka taara huin
Aawara huin, aawara huin, aawara huin